Zubaan hi sirf zariya nahi, Jo aap lafzoon ko samajah payenge,
Mere aankho mein jankh kar dekhiye, Hazaron alfaz khud-b-khud bikhar jayenge..!!
Aankhon se kyun aansoo jhalak jaate hain,Tanhaiyon mein kyun gam yaad aate hain,
Aansoo ponch k koi ye to bataye ki,Rulane wale hi aksar kyun yaad aate hain.
Pyar karne se kuch milta nahi,Khawaab dekhne se phool khilta nahi,Azmalo chahe kitni hi baar,Magar nasib mein naa ho wo kabhi milta nahi..!!
Agar rakh sakho to 1 nishani hu main,Aur kho do to sirf 1 kahani hu main,Rok paye na jisko ye saari duniya,Vo 1 boondh ankh ka paani hu main.............!!!!
Recommend